Monday, October 15, 2012

manjilen bahut hain.

 
Manjil bahut hai
Afsane bahut hai,
Raah-e-zindgi me imtehan aane bahut hai,
Mat karo gila jo mila nahi,
Is Duniya me khush rehne ke bahane bahut hai..

तो आशियाँ छोड़ दिया !

 
 
 
 
परिंदों की फितरत से आये थे वोह मेरे दिल मैं ,
जरा से पंख निकल आये , तो आशियाँ छोड़ दिया !

Lamho mein jo kat jaye Woh Zindagi kya

Lamho mein jo kat jaye Woh Zindagi kya,
 
Aansu mein jo beh jaye Woh Zindagi kya,
 
Zindagi ka fasana hi KUCH aur hai,

Jo har KISI ko samaj mein aaye to Zindagi Kya
...

Fir B Ankho Me Intzar kyo Hai


Na Jane Aap Me Itna Yaqin Kyo He

Apka Khayal B Itna Haseen kyo Hai

Jante He Ke Aapka DIDAR Namumkin He

Fir B Ankho Me Intzar kyo Hai.

Dard ko bhi Dawa hote dekha hai.


Toote Sapno ne diya Dard to boht lekin,

Humne is Dard ko bhi Dawa hote dekha hai.