Monday, October 15, 2012

Teri Yaadon ke siva koi Lamha guzra nahin,

Teri Yaadon ke siva koi Lamha guzra nahin,
 
Ek pal nahin jab tumhe dilne pukara nahin,
 
Tere bin kat rahi yeh Zindagi,
 
Kashti bhi hai Maajhi bhi hai, Kinaara nahin.

har roj.....

Har roz koi khwab tut jata hai,
Har roz koi apna ruth jata hai,
Na jane meri kismat me kya hai,
jise main yaad karu wo,
 
mujhe bhul jata hai.

manjilen bahut hain.

 
Manjil bahut hai
Afsane bahut hai,
Raah-e-zindgi me imtehan aane bahut hai,
Mat karo gila jo mila nahi,
Is Duniya me khush rehne ke bahane bahut hai..

तो आशियाँ छोड़ दिया !

 
 
 
 
परिंदों की फितरत से आये थे वोह मेरे दिल मैं ,
जरा से पंख निकल आये , तो आशियाँ छोड़ दिया !

Lamho mein jo kat jaye Woh Zindagi kya

Lamho mein jo kat jaye Woh Zindagi kya,
 
Aansu mein jo beh jaye Woh Zindagi kya,
 
Zindagi ka fasana hi KUCH aur hai,

Jo har KISI ko samaj mein aaye to Zindagi Kya
...

Fir B Ankho Me Intzar kyo Hai


Na Jane Aap Me Itna Yaqin Kyo He

Apka Khayal B Itna Haseen kyo Hai

Jante He Ke Aapka DIDAR Namumkin He

Fir B Ankho Me Intzar kyo Hai.